October - 6

Aaj Ki Hadees
Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Us Zaat ki qasam jiske qabze mein Muhammad (ﷺ) ki jaan hai, is ummat mein koi shakhs yahudi ya isaai aisa nahin jo Meri (Nabuwwat ki) khabar sune, phir is Deen par Imaan na laaye jisko dekar mujhe bheja gaya hai, aur (isi haal par) marjaye to yaqeenan woh dozakhiyon mein hoga. (Muslim: 386)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

0 comments:

Post a Comment